Mohammed Ke Shaher Mein – Naat lyrics in Hindi & English

क्यों अकेले रो रहा है मोहम्मद के शहर में
हर दर्द की दवा है मोहम्मद के शहर में

कदमों ने उनके खाक को कंदन बना दिया
मिट्टी भी खेमिया है मोहम्मद के शहर में

सदका लुटा रहा है खुदा उनके नाम का
सोना निकल रहा है मोहम्मद के शहर में

सब तो झुके हैं खानए काबा के सामने
काबा झुका हुआ है मोहम्मद के शहर में

ऐ मौत अब आके गले से लगा मुझे
मरना मैं चाहता हूँ मोहम्मद के शहर में

ऐ रज़ा ग़रचे हिंद में मौजूद हूँ मगर
दिल नात पढ़ रहा है मोहम्मद के शहर में


Mohammed Ke Shaher Mein (Roman English)

Kiun Akay Ro Raha Hai Mohammad Ke Sheher Mai
Har Dard Ki Dawa Hai Mohammad Ke Sheher Mai

Qadmo Ne Unke Khaak Ko Kandan Bana Dia
Matti Bh Kemia Hai Mohammad Ke Sheher Mai

Sadqa Luta Raha Hai Khuda Unke Nam Ka
Sona Nikal Raha Hai Mohammad Ke Sheher Mai

Sb To Jhukay Hen Khanaye Kaba K Samne
Kaba Jhuka Huwa Hai Mohammad Ke Sheher Mai

Ay Mot Abh Aaky Galay Se Laga Mujhe
Marna Mai Chahta Hun Mohammad Ke Sheher Mai

Ay Raz Gharche Hind Mai Mojood Hun Magar
Dil Naat Parh Raha Hai Mohammad Ke Sheher Mai

Leave a Comment